100+ Urdu Paheliyan: Dimag Ki Exercise ke liye.

Hum laye hai 114+ Urdu paheliyan. Ye Urdu Paheliyan with answer mein ek alag hi maza hai, jo aapke dimag ki exercise ke liye faydemand ho sakti hai. Urdu Paheliyon ke jawabon ke saath, aap Urdu bhasha ki khoobsurati ko bhi explore kar sakte hain. Har ek Urdu Paheli aapko sochne par majboor kar degi. Chaliye dekhte hai Ap kitni Urdu paheliyan solve kar sakte hai.

لیکن کبھی نہیں پہنچتی

22.Paheliyan

وہ کون سی چیز ہے جو ہمیشہ آتی ہے لیکن کبھی نہیں پہنچتی؟

Woh kaun si cheez hai jo hamesha aati hai lekin kabhi nahi pahunchti?

    Aane vala kal (کل)
riddle_p1 paheliyan ad - 1
riddle_p1 paheliyan ad - 1

"ایک ہنستا ہے، دوسرا روتا ہے"

27.Paheliyan

دو بھائی ہیں اکٹھے رہتے ہیں ایک ہنستا ہے، دوسرا روتا ہے۔

"Do bhai hain ekathey rehte hain, Ek hasta hai, doosra rota hai."

    Sun and Moon (سورج اور چاند)

نئی ہونے پر لمبی ہو جاتی ہے

28.Paheliyan

وہ کونسی چیز ہے جو نئی ہونے پر لمبی ہو جاتی ہے اور پرانی ہو کر چھوٹی ہو جاتی ہے؟

Woh kaunsi cheez hai jo nayi hone par lambi ho jati hai aur purani ho kar chhoti ho jati hai?

    Candle کندل
riddle_p1 paheliyan ad - 2